Thursday, December 1, 2016

gatta danamethi subji



Friends aaj aapke saath hum bi share kar rahe h gatta Danamethi ki sabji: sabse pahle Danamethi methi ko thodi dair bhigoke ak city aane tak haldi namak daalke ubal lenge. Gatte ke liye besan me name lalmirch aur halka sa oil daalke aata laga lenge. Aate se bilkul choti choti loi banakar knife ki madad se plus ka nishan laga denge phir kadai me pani daalke gatto ko 10 minute boil karenge. Phil ak dusri kadai me oil daalenge jeera aur heeng ka tadka lgayenge haldi namak lalmirch aur dhania powder add karenge khtai ke liye ak choti chmach aamcur add karenge thoda sa pani add karenge aur 5 minute baad gas off kar denge. ......apki gatta Danamethi ki sabji ready h . Baby choti hone ke karan jaldi me type kar rahe h kuch mistake Ho to sorry friends .....

soniya jain

No comments:

Post a Comment